Hindi Whatsapp Status

#1
Sab bhool jata hu aapke siva, yeh kya mujhe hua hai
Kya isi ehsaas ko duniya ne pyar ka naam diya hain.

#2
Waqt acha ho to apni galti bhi mazak lagti hain
Agar waqt kharab ho to mazak bhi galti ban jati hain

#3
Kuch aur kash laga le ae zindagi,
Bujh jaunga kisi roz sulaghte sulaghte

#4
Jiski sazaa sirf tum ho,
Mujhe aisa koi gunaah karna hain…

#5
Wo ‘mili bhi to sirf khuda ke darbaar mein,
Ab tum hi batao yaaron hum ‘ibaadat karte ya mohabbat’.

#6
Main kyu pukaru use ki lout aao,Kya use khaber nahi
Ki kuchh nhi mere pas uske siwaye..

#7
Tu mohabbat hai meri isliye door hai mujhse,
Agar Zidd hoti to sham tak bahon mein hoti.

#8
Gumaan na kar apni khush-naseebi ka,
khuda ne agar chaha to tujhe bhi ishq hoga

#9
Lagta h maa-baap ne bachpan me khilone nahi dilaye
Tabhi toh badi hokar pagli humare dil se hi khel gayi

#10
mausam ki misaal du ya tumhari ,
sawaal utha hai badalna kise kehte hain…

#11
Aag lagana meri fitrat mein nahi
Par log meri sadgi se hi jal jaye usme mera kya kasoor

#12
Log kehte hai ki mohabbat ek bar hoti hain,
Lekin main jab jab use dekhun mujhe har baar hoti hai..

#13
Meri nazar se kabhi khud ko dekhna, tum khud hi khud pe fida ho jaoge

#14
Jee bhar gaya hai to bata do,
Hume inkaar pasand hai intezaar nahi.

#15
Ishq ki patange udana chhod di
Warna har haseenaon ki chhat par hamare hi dhaage hote